Raatein sab bechain hui aur din hue udaas,
Mein tadapata hoon yaha aur tu gearo ke paas.
Band karke dekh paise aur price ka natak,
Aakhe khul jayegi melega ghar ka fatak.
Betuke ilzaam padkar dil me lagi hai aag,
Kab kiya tha dawa meine mujhme nahi hai daag.
Ehsas ke daman par anshu gira kar to dekho,
Pyar kitna gahra hai aajma kar to dekho,
Aapko bhula kar kya hogi dil halat,
Kabhi aaine par patthar gira kar to dekho..!
Dil ke bazaar me sabse garib hu,
Khwabo ki duniya me ek me badnaseeb hu,
Unke pass mere liye waqt hi nahi,
Aur log samajhte hai ki mai unke sabse karib hu……!
No comments:
Post a Comment