Sunday, 25 November 2012

Sad Shayari Collection 2


 Muskurahat bhi kabe asu de jati he, 
Najren bhi kabe dasta kah jati he, 
Gujre hue lamho ko yad kr k dekhna, 
Kabi tanhai bhi sukun de jati he. 

 Dil Ki Raha Ko Ek Lamha Saber Nhi, 
Shayd K Use Ab Meri Kader Nhi, 
Safar Me Mera Kbhi Hamsafar Tha Wo, 
Ab Safar Hai Mager Wo Humsafar Nhi. 

 Aap jitna nafrat kerege utna hi yaad karege or 
Hamari dosti utni hi gehari hogi….? 


Jawani ko zindagi ka nikhar kehte hai, 
Pathjad ko zindagi ka majhdhar kehte hai, 
Ajib chalan hai duniya ka yaro, 
Ek dhoka jise hum pyar kehte hai…! 

Dua mangi thi aashiyane ki, 
Chal padi andhiya zamane ki, 
Mera gum koi nahi samajh paya, 
Kyu ki meri aadat thi muskurane ki….! 

No comments:

Post a Comment