Kya dard dil ki baat kahege kisi se hum,
Aapno ke aagaan me aajnaabi se hum.
Layega raang ek din yah gam jaroor mera,
Fir bach nahi sakega yah haasi gujoor tera.
Zindagi me ek pal bhi sukun na paya,
Duniya ki bheed me khud ko tanha paya,
Tere diye zakham ko pyar samajhte rahe,
Tere isi bhulve ke piche kisi aur se dil na lagaya…!
Usne kaha bas itni si mulakat bahut hai,
Ro Ro ke kaha, tharo abhi raat bahut hai,
Aansu mere tham jaye fir jana shok se,
Aise me kaha jaoge, Barsaat bahut hai…!!
Tum milo na milo milne ka gum nahi,
Tum pass se nikal jao to milne se kam nahi,
Mana tumhe kadra nahi hamari,
Par unse pucho jinhe hasil hum nahi…!!
Hindi Sad Shayari
Chod de chakkar iskq ka khel bura hai,
Ek bevafa se pyar kiye ja raha tha mein,
Jaankar aanjaan banta ja raha tha mein.
Zindagi cut gayi unko yu hi manane me,
Hum taraste rahe vo lage rahe bhulane me.
No comments:
Post a Comment